Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori chandaniya chhup jaana re chhan bhar ko luk jaana re neendiya aankhon mein aaye bitiya meri so jaaye hmmmmm neendiya aankhon mein aaye bitiya meri so jaaye leke god mein sulaaun gaaun raat bhar sunaaun main lori lori ho main lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori kardhaniya chhum chhum baje palkan mein sapna saje dheeme dheeme haule haule pawan basanti doley hmmmm dheeme dheeme haule haule pawan basanti doley leke god mein sulaaun gaaun raat bhar sunaaun main lori lori oh ho main lori lori meri muniya rani bane mehlon ka raja miley dekhe khushiyon ke mele dard kabhi na jhele ooo dekhe khushiyon ke mele dard kabhi na jhele leke god mein sulaaun gaaun raat bhar sunaaun main lori lori hmmmm main lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori
chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho poochh rahi hai lehar lehar se kaun hai ye matwaali poochh rahi hai lehar lehar se kaun hai ye matwaali tann ki gori chanchal chhori gende ki ek daali hoooooo oooooo roop ki chadhti dhoop sunehra rang aaj barsaaye o rama ho rama ho chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho parvat parvat ghoom ke aayi ye albeli dhaara parvat parvat ghoom ke aayi ye albeli dhaara kya jaane kis aasmaan se toota hai ye taara hoooooo oooooo shola ban ke phool kamal ka jal mein behta jaaye o rama ho rama ho chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho
chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya kal tak jisne kasmen khaayin dukh mein saath nibhane ki aaj wo apne sukh ki khatir ho gayi ek begaane ki shehnaaiyon ki goonj mein dab ke reh gayi aah deewaane ki dhanwaanon ne deewaane ka ghum se rishta jod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya wo kya samjhe pyaar ko jinka sab kuchh chaandi sona hai dhan waalon ki is duniya mein dil to ek khilona hai sadiyon se dil tootta aaya dil ka bas ye rona hai jab tak chaaha dil se khela aur jab chaaha tod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya kal tak jisne kasmen khaayin dukh mein saath nibhane ki aaj wo apne sukh ki khatir ho gayi ek
chandani aayi banke pyaar o sajana o sajana chandani aayi banke pyaar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana jeevan mein preet naa ho yeh bhi hai reet koi yeh bhi hai reet koi dekho jee mere bina gana naa geet koi dekho jee mere bina gana naa geet koi gana naa geet koi toot naa jaye dil ke taar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana bedardi sainyan mujhe dukhiya ki laaj rahe dukhiya ki laaj rahe kahne ki baat nahin ab tumse kaun kahe kahne ki baat nahin ab tumse kaun kahe ab tumse kaun kahe sun lo mere dil ki pukaar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana ankhiyaan mila ke zara ulfat kaa rang bharo ulfat kaa rang bharo mere ban jaaoge tum iska ikraar karo mere ban jaaoge tum iska ikraar karo iska ikraar karo aata nahin dil baar baar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana chandani aayi banke pyaar o sajana o sajana
chandni o meri chandni tu meri chandni rang bhare baadal se tere naino ke kaajal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni rang bhare baadal se tere naino ke kaajal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni lal lal lal lal lal la lal lal lal lal lal la lala lala lala lala lal la lala lala lala lala lal la chandni o meri chandni bin poochhe ye kaam kiya tumne mujhe badnaam kiya pyaar mujhe tum karte ho phir kis baat se darte ho phir kis baat se darte ho dil pe likhi baaton ko ponchh na de tu aanchal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni koi phool koi tauhfa tum kuchh bhi saath nahin laate apni mehbooba se milne khaali haath nahin aate khaali haath nahin aate aaj main phir bhool gaya yaad rakhunga yeh kal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni chandni o meri chandni naam mera dil par likh kar tumne baat bana li hai maine to dil ke ander teri tasveer laga li hai teri tasveer
hmm hmm hmm hmm aa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa hmm hmm chandni raat hai tu mere saath hai chandni raat hai tu mere saath hai kuchh hawa sard hai dil mein bhi dard hai kuchh hawa sard hai dil mein bhi dard hai dard bedard hai lab pe koi baat hai chandni raat hai tu mere saath hai chandni raat hai tu mere saath hai kuchh hawa sard hai dil mein bhi dard hai kuchh hawa sard hai dil mein bhi dard hai dard bedard hai lab pe koi baat hai chandni raat hai tu mere saath hai chandni raat hai tu mere saath hai main jal raha hoon thandi agan se nazrein hathe na tere badan se main jal raha hoon thandi agan se nazrein hathe na tere badan se aisi baatein na kar mujhko lagta hai darr aisi baatein na kar mujhko lagta hai darr beqarari badh rahi hai haathon mein haath hai chandni raat hai tu mere saath hai chandni raat hai tu mere saath hai khaabon khayalon mein kho gayi hoon jaagi hai aankhein main so gayi hoon khaabon khayalon mein kho gayi hoon jaagi hai aankhein main so
ek cheez jigar mein uthti hai ek dard sa dil mein hota hai hum raaton ko uth kar rote hain jab saara aalam sota hai hoo ooooo chandni raaten chandni raaten sab jag soye hum jaagen taaron se karein baatein chandni raaten chandni raaten takate takate tooti jaaye aas piya na aaye re takate takate takate takate tooti jaaye aas piya na aaye re takate takate shaam sawere dard anokhe uthe jiya ghabraaye re shaam sawere raaton ne meri neend loot li raaton ne meri neend loot li dil ke chain churaaye dil ke chain churaaye dukhiyaa aankhein dhund rahi hain wahin pyaar ki ghaaten chandni raaten hoooo oooo chandni raaten sab jag soye hum jaagen taaron se karein baatein chandni raaten hoooo oooo chandni raaten pichhali raat mein hum uth uth kar chupke chupke roye re pichhali raat mein pichhali raat mein hum uth uth kar chupke chupke roye re pichhali raat mein sukh ki neend mein meet hamare desh paraye soye re sukh ki neend mein dil ki dhadkanen tujhe pukaren dil ki dhadkanen
chandni raaton mein jis dam chandni raaton mein jis dam yaad aa jaate ho tum chandni raaton mein jis dam yaad aa jaate ho tum roshni ban kar meri aankhon pe chha jaate ho tum roshni ban kar meri aankhon pe chha jaate ho tum chandni raaton mein jis dam chhed kar taaron pe dil ke ik adhuri raagini chhed kar taaron pe dil ke ik adhuri raagini aur deewaane ko deewaana bana jaate ho tum roshni ban kar meri aankhon pe chha jaate ho tum chandni raaton mein jis dam shukriya is meharbaani ka tumhari shukriya shukriya is meharbaani ka tumhari shukriya jab khayalon mein bulaata hoon to aa jaate ho tum roshni ban kar meri aankhon pe chha jaate ho tum chandni raaton mein jis dam
chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan maine tere liye kya kya sapne bune tu hi bata kuchh toh bataaa kaise hua ye kya hua maine tere liye kya kya sapne bune tu hi bata kuchh to bata aa kaise hua ye kya hua maine tere liye aaaaa aaaa ho oooo mere dil mein tu raha hai mere dil mein tu rahega main tujhko bhool jaaun kabhi ye na ho sakega ye to socha na tha milke honge juda kaise hua ye kyun hua aa tu hi bata kuchh to bata maine tere liye aaa aaaa ho oooo mere bas mein kuchh nahin tha mere bas mein kuchh nahin hai main tujhse phir milungi mere dil ko ye yakeen hai chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan
achchha chalta hoon duaon mein yaad rakhna mere zikr ka zubaan pe swaad rakhna achchha chalta hoon duaon mein yaad rakhna mere zikr ka zubaan pe swaad rakhna dil ke sandookon mein mere achchhe kaam rakhna chitthi taaron mein bhi mera tu salaam rakhna andhera tera maine le liya mera ujla sitaara tere naam kiya channa mereya mereya channa mereya mereya channa mereya mereya beliya o piyaa channa mereya mereya channa mereya mereya channa mereya mereya beliya o piyaaaaaa oo ooo piyaaaaaa piyaaaa aaaa piya o piya uuuuuu hmmm mehfil mein teri hum na rahe jo ghum toh nahin hai ghum toh nahin hai kisse humare nazdeekiyon ke kam toh nahin hain kam toh nahin hain kitni dafa subah ko meri tere aangan mein baithe maine shaam kiya channa mereya mereya channa mereya mereya channa mereya mereya beliya o piya channa mereya mereya channa mereya mereya channa mereya mereya beliya o piyaaaaaa ooo piyaaaaa o piyaa tere rukh se apna raasta mod ke chala chandan hoon main apni khushboo
chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe auni bauni yariyaan teri bauni bauni beriyon talle chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe auni bauni yariyaan teri bauni bauni beriyon talle yaara ve yaara ve yaara ve aaaauniyaan pardesiyaa chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe hey gori chatkori jo katori se khilaati thi jumme ke jumme jo surmein lagaati thi gori chatkori jo katori se khilaati thi jumme ke jumme jo surmein lagaati thi kachhi munder ke talle chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe are jhoothi moothi moi ne haay haay moi ne jhoothi moothi moi ne rasoi mein pukaara tha lohe ke chimte se lipte to maara tha jhoothi moothi moi ne rasoi mein pukaara tha lohe ke chimte se lipte to maara tha oye beeba tera chulha jalle chappa chappa charkha challe chappa chappa charkha challe
chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai kya khabar thi unka daaman haath se chhut jaayega ghum ke haathon zindagi ka caravan lut jaayega dil lagaa kar ghum uthaayen kyaa anokhi baat hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai mit rahi hai meri duniya aur main dekha karoon haay ye mushqil ke din kaise bitaaun kya karoon dil ke maalik laaj meri ab tumhaare haath hai chaar din ki chaandni thi phir andheri raat hai hum idhar hain wo udhar hain beqasi ka saath hai
charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai kahin se laut ke aao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai kahaan se laaun kahaan se laaun wo rangat gayi bahaaron ki kahaan se laaun wo rangat gayi bahaaron ki tumhaare saath gayi roshani nazaaron ki mujhe bhi paas bulaao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai sitaaron tum se andhere kahaan sambhalte hain sitaaron tum se andhere kahaan sambhalte hain unhin ke nakshe kadam se charaag jalte hain unhin ko dhoondh ke laao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai kahin se laut ke aao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai bahot andheraa hai bahot andheraa hai
haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali tu jo hai to kitni hasin hai zindagi sanam tu jo hai to kitni hasin hai zindagi sanam dil se dil mil gaya to kya kami sanam gup chup mile to hone laga charcha gali gali haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali khubsurat chahiye tha ek humsafar khubsurat chahiye tha ek humsafar phool raahon mein khila de jis ki nazar saathi mila to hone laga charcha gali gali haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali haaye dil laga to aisa laga charcha gali gali humne diya tumne liya charcha gali gali aarzu kya aur karte pyaar ke siwa aarzu kya aur karte pyaar ke siwa pyaar se tumne mere daaman ko bhar diya daaman bhara to hone laga charcha
haaye huyi na paida ab tak apne liye koi shehzaadi warna apni bhi ho jaati chat mangni pat shaadi ho chat mangni pat shaadi ho chat mangni pat shaadi ho chat mangni pat shaadi arre huyi na paida ab tak apne liye koi shehzaadi warna apni bhi ho jaati chat mangni pat shaadi roz baraaten dekh dekh kar pak gayin ankhiyaan ik gudiya ke intzaar mein thak gayi ankhiyaan roz baraaten dekh dekh kar pak gayin ankhiyaan ho ik gudiya ke intzaar mein thak gayi ankhiyaan arre hum bhi dulha bante aur shaan se ghodi chhadte hum bhi dulha bante aur shaan se ghodi chhadte akad ke chalta bapu aur khush hote daada daadi hey huyi na paida ab tak apne liye koi shehzaadi warna apni bhi ho jaati chat mangni pat shaadi jiske sar par sehra saaje usse mubaarak jiske angna kangnaa baaje usse mubaarak ho jiske sar par sehra saaje usse mubaarak ho jiske angna kangnaa baaje usse mubaarak aa ha chance to de koi humko arre phans bhi le koi humko chance to de koi humko arre phans bhi le koi humko
hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho zulfen hain jaise kaandhon pe baadal jhuke huye aankhen hain jaise mai ke pyaale bhare huye masti hai jiss mein pyaar ki tum wo sharaab hoooo chaudhveen ka chaand ho chehraa hai jaise jheel mein hansta hua kanwal yaa zindagi ke saaz pe chhedi huyi ghazal jaane bahaar tum kisi shaayir ka khwaab hoooo chaudhveen ka chaand ho honton pe khelti hain tabassum ki bijliyaan sajde tumhaari raah mein karti hain kehkashaa duniyaa e husn o ishq kaa tum hi shabaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho
hooooooo mangal bhawan amangal haariii drabahu sudashrath ajar bihari ram siya ram siya ram jai jai ram ram siya ram siya ram jai jai ram hooooooo hoyi hai wohi jo ram rachi raakhaa ko kari tarak badhave saakha ram siya ram siya ram jai jai ram ram siya ram siya ram jai jai ram hooooooo dheeraj dharm mitra arunari aapad kaal parikhiye chaari ram siya ram siya ram jai jai ram ram siya ram siya ram jai jai ram hooooooo jehi ke jehi par stya snehuuuuu so tehi miley na kachu sandehu ram siya ram siya ram jai jai ram ram siya ram siya ram jai jai ram hoooooooo jaaki rahi bhawna jaisiiiiii prabhu murati dekhi tin taisi ram siya ram siya ram jai jai ram ram siya ram siya ram jai jai ram hoooooooo hari anant hari katha anantaaaa kahehi sunehi bahuvidhi sab santa ram siya ram siya ram jai jai ram ram siya ram siya ram jai jai ram ram siya ram siya ram jai jai ram
hey che khush nazaare che khush nazaare che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil gulon ki waadi sabaa ki basti gali bahaaron ki gulon ki waadi sabaa ki basti gali bahaaron ki nighaah ko thi talaash kab se inhi nazaaron ki ke bekhudhi mein nikal pada hoon utha ke saaz e dil hoooooo che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil ye wo mehal hai har ik daricha hai aasmaan jiska ye wo mehal hai har ik daricha hai aasmaan jiska hai apne sar se bhi kuchh bulandi pe aastaan jiska ye hai wo chilman ke jiske pichhe hai wo haseen qaatil hooooo che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil
yaa yaa aye bagaaiye baaiye bhaago re bhaago aa rahe the ishcool se rasten mein humne dekha ek khel saste mein kya beta kya haaan maaa cheel cheel chilaa ke kajari sunaye jhoom jhoom kauwaa bhi dholak bajaaye cheel cheel chilaa ke kajari sunaye jhoom jhoom kauwaa bhi dholak bajaaye are waah waah waah are waah waah waah are waah waah waah are waah waah waah waah aye cheel cheel chilaa ke kajari sunaye jhoom jhoom kauwaa bhi dholak bajaaye are waah waah waah are waah waah waah are waah waah waah are waah waah waah waah heyi laku baaku ho baaku laku baaku ho baaku hoo baaku hoo baaku hoo baaku chaa dhoom chhuk chhuk chhuk chali jaati hai rail chhuk chhuk chhuk chhuk chhuk chali jaati hai rail chhup chhup chhup tota maina ka mail pyaar ki pakodi meethi baathon ki bhel pyaar ki pakodi meethi baathon ki bhel thoda noon thodi mirch thodi sonth thoda tel are waah waah waah bol cheel cheel chilaa ke kajari su alle naye waah le beta jhoom jhoom kauwaa bhi dholak bajaaye waah
cheeni kum hai cheeni kum hai thodi thodi tujh mein hai kum kum kum hai kum kum cheeni kum hai cheeni kum hai thodi thodi tujh mein hai kum kum kum hai kum kum dheere dheere haule haule door door hogi problem humdam o humdam sun le kabhi kehti hai kya dil ki sada bhi cheeni kum hai cheeni kum hai thodi thodi tujh mein hai kum kum kum hai kum kum dheere dheere haule haule door door hogi problem humdam o humdam dard jaata hai muskuraa ke dekh le dekh le aazmaa ke narm hota hai mom jal ke dekh le dekh le tu pighal ke maujon mein hai kal kal lamhon mein hai hulchal thehra yahaan pe pal hai kyun kyun cheeni kum hai cheeni kum hai thodi thodi tujh mein hai kum kum kum hai kum kum dheere dheere haule haule door door hogi problem humdam o humdam khaab rangeen hai iss jahaan ke dekh le dekh le tu sajaa ke apne saaye se tu nikal ke dekh le dekh le tu badal ke rangon ke hai mele khushiyon ke hai rele dhadkan pe pehra kyun hai kyun kyun cheeni kum hai cheeni kum hai thodi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chandaniya (Lori Lori) Rowdy Rathore (2012) 03:54 32852
 
Poster of Rowdy Rathore (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 03:54   Song Number : 32852   

Chandaniya Nadiya Beech Nahaye Anjaan (1956) 03:10 38920
 
Poster of Anjaan (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:10   Song Number : 38920   

Chandi Ki Deewar Vishwas (1969) 05:19 20278
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jitendra
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 20278   

Chandni Aayi Ban Ke Pyaar Dulari (1949) 03:41 32422
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:41   Song Number : 32422   

Chandni O Meri Chandni Chandni (1989) 04:47 20248
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Shri Devi
Duration : 04:47   Song Number : 20248   

Chandni Raat Hai Baaghi (1990) 05:03 18687
 
Poster of Baaghi (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Salman Khan, Naghma
Duration : 05:03   Song Number : 18687   

Chandni Raaten Ho Chandni Raaten Dupatta (1952) 04:31 36356
 
Poster of Dupatta (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Music Director- 
Feroz Nizami
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 04:31   Song Number : 36356   

Chandni Raaton Mein Jis Dam Nazneen (1951) 03:14 38516
 
Poster of Nazneen (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:14   Song Number : 38516   

Chandni Tu Hai Kahan Faasle (1985) 02:52 37374
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 02:52   Song Number : 37374   

Channa Mereya Ae Dil Hai Mushkil (2016) 04:50 38578
 
Poster of Ae Dil Hai Mushkil (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor, Anushka Sharma
Duration : 04:50   Song Number : 38578   

Chappa Chappa Charkha Maachis (1996) 04:28 10690
 
Poster of Maachis (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
On Screen Actors- 
Chandrachur Singh, Tabu, Om Puri
Duration : 04:28   Song Number : 10690   

Char Din Ki Chaandni Dillagi (1949) 03:09 37191
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Suraiya, Sharada, Shyam, Amar
Duration : 03:09   Song Number : 37191   

Charaag Dil Ka Jalaao Chirag (1969) 04:19 20296
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:19   Song Number : 20296   

Charche Gali Gali Preetam (1971) 04:28 17677
 
Poster of Preetam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar, Shammi Kapoor
Duration : 04:28   Song Number : 17677   

Chat Mangni Pat Shaadi Badi Didi (1969) 04:34 17459
 
Poster of Badi Didi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Duration : 04:34   Song Number : 17459   

Chaudhvin Ka Chand Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:29 20281
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 20281   

Chaupayan (Ramayan) Geet Gaata Chal (1975) 03:42 16443
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Jaspal Singh
On Screen Actors- 
Sachin, Others
Duration : 03:42   Song Number : 16443   

Che Khush Nazaare Pyar Ka Mausam (1969) 04:29 14010
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:29   Song Number : 14010   

Cheel Cheel Chilaa Ke Half Ticket (1962) 04:18 20294
 
Poster of Half Ticket (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:18   Song Number : 20294   

Cheeni Kum Cheeni Kum (A Sugar Free Romance) (2007) 04:33 11156
 
Poster of Cheeni Kum (A Sugar Free Romance) (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer, Manoj Tapadia
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Tabu, Amitabh Bachchan
Duration : 04:33   Song Number : 11156